Saari raat aahein bharta, pal pal yaadon me marta
maane na meri mann mera
Thode thode hosh madhoshi si hai, neend behoshi si hai jaane kuch bhi na mann mera
Kabhi mera tha par ab begana hai ye
Deewana deewana samjhe na
Kabhi chup chup rahe ,kabhi gaya yeh kare bin puchhe teri taarife sunaya yeh kare hai koi Haqiqat tu ya koi fasana hai kuch jaane agar to itna ke yeh tera deewana hai re mann mera … mane na mann mera
Hun Ashiq Tera, Ye Ilzaam Do
Magar Jaan Lo Mere Ho Tum
Ke Ziddi Bada, Hai Ye Mann Mera
Haan Ye Maan Lo Mere Ho Tum
Rag rag vo samaya mere, dil par vo chhaya mere mujhpe vo aise jaise jaan geere barsaat me paani jaise , koi kahaani jaise dil se jo dil tak ho bayyaan
Aashiq dil tera purana hai,
Deewana deewana samjhe na
Kabhi chup chup rahe ,kabhi gaya yeh kare
Bin puchhe teri taarife sunaya yeh kare
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
kuch jaane agar to itna ke yeh tera deewana hai
re mann mera … mane na mann mera
Tujhko jo dekhe , ye mujhko leke
bas tere peeche bhaage
tera junoon hai, tu hi sukoon hai
tujhse hi baandhe dil ke dhaake
Kabhi chup chup rahe ,kabhi gaya yeh kare
bin puchhe teri taarife sunaya yeh kare
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
kuch jaane agar to itna ke yeh tera deewana hai
re mann mera … mane na mann mera
Hun Ashiq Tera, Ye Ilzaam Do
Magar Jaan Lo Mere Ho Tum
Ke Ziddi Bada, Hai Ye Mann Mera
Haan Ye Maan Lo Mere Ho Tum X2